Astaghfirullah - MC STAN

Astaghfirullah - MC STAN

  • Rok wydania: 2019
  • Język: angielski
  • Czas trwania: 3:33

Poniżej tekst piosenki Astaghfirullah , wykonawca - MC STAN z tłumaczeniem

Tekst piosenki „ Astaghfirullah ”

Oryginalny tekst z tłumaczeniem

Astaghfirullah

MC STAN

Aye sun na maa

Vo tasveer kidhar rakheli hai re

Are change nahi re maa

Vo tasveer nahi kya (Hello)

Are re…

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangta maafi (Maafi)

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangta maafi (Maafi)

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangta maafi (Maafi)

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangata maafi

Maa ko rulaya maine kaafi

Maa ko rulaya maine kaafi (Kaafi)

Maa ko rulaya maine kaafi

Maa ko rulaya maine kaafi (Kaafi)

Uss baat ki mang raha main maafi

Uss baat ki mang raha main maafi (Maafi)

Uss baat ki mang raha main maafi

Uss baat ki mang raha main…

Hhhaaah!

Daaru piya maine aaj soch ke

Thodi to abhi nikelenge feelings

Mere manager ko bola maine

Kabhi tak dekhu main worli ka sadela ceiling

Maar daalo meko meri mar gayele feelings

Nashe ke bina meko aa rahi nahi feeling

Main jhooth bolna chahta par

Sach nikal jaata mera har ek part

Yahan pe sach bolna chahta mein

Haq se main gareeb

Haq se main ganjedi

Haq se main chhapri

Uska reason tha basti

Main basti ka hasti

Par basti ke bachhe leke

Free mein thi masti

Main jinda hu abhi meko kabhi kabhi

Masjid mein entry nahi milti

Meko feel hota guilty

Lekin ek reason se milti bade baal silky

Matlab huzoor ki zulfe teko samjhega nahi

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangata maafi (Na na na)

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangata maafi (Kyun, nahi)

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangata maafi (Maaf karo saaf karo)

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangata maafi (Chumma ti chumma)

Maaa ko rulaya maine kaafi

Maaa ko rulaya maine kaafi (Kyun, kaafi)

Maaa ko rulaya maine kaafi

Maaa ko rulaya maine kaafi (Shaitan mera hommie)

Uss baat ki mang raha main maafi

Uss baat ki mang raha main maafi (Jannat toh door ki baat)

Uss baat ki mang raha main maafi

Uss baat ki mang raha main…

Hhhaaah!

Anxiety hone lagi merko

Har ek din har ek scene

Har ek min har ek meme

Merko yaad aara

Mera baap jaane ka 4−12

Dhakke se lagke maa baap pe chhar khara

Aaj meko samjha main kya kara kyun kara

Hatke unse door kara

Majboori me cool bana, dude bana

Tabhi jaake mere ghar pe do time ka food bana

Cute bana, shaikhana

Saaf saaf likhela

Quraan mein sab manaa

Jeena bhot gunah bhot suna

Shaitaan mera dost bana

Main kya karu, care karu, pair padu

Phone off karu

Yaa phir main cheer girls ki tarah cheer karu

Aaj maru, kal maru

Farak nahi padta kisiko fir bhi main. share karu

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangata maafi

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangata maafi (Bas yaad rakh mereko)

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangata maafi (Hi, bye chal)

Tauba tauba astaghfirullah

Main allah se mangata maafi

Maaa ko rulaya maine kaafi

Maaa ko rulaya maine kaafi (Kaafi, kaafi)

Maaa ko rulaya maine kaafi

Maaa ko rulaya maine kaafi (Ro ro ke thak gaya)

Uss baat ki mang raha main maafi

Uss baat ki mang raha main maafi

Uss baat ki mang raha main maafi

Uss baat ki mang raha main…

HHaaaah!

Main banela haq se

Tu banela luck se

Upar wala kyun har time humko bakshe

Ramzaan ke mahine me apan bache log mast the

Haste, faste, tum bhool gayele raste

Imaan ko bechke, jaa namaz

Jamaz pe baithele

Shaitaan aaj taaj mere sir pe pareshaan

Har ek firke meko lekar

Unko malum kabhi change nahi hone wala main

Sach pasand to Haj pasand karrr

Jitne bhi baate boli hazam karrr

Baat ko, raat ko, lagta to baap ko puch

Mere shayad se tuch

Nahi mangta meko kuch

Bas mangra main maafi

Apna dil saaf karo, Maaf karo

Aur agar ho sake to meko

Dua main tum yaad karo

Khuda Hafiz!

Inne utwory tego artysty:

1

Amin

MC STAN • 2020

2

Numberkari

MC STAN • 2020

3

Khajwe Vichaar

MC STAN • 2019

Nowe teksty i tłumaczenia na stronie:

Ponad 2 miliony tekstów piosenek

Piosenki w różnych językach

Tłumaczenia

Wysokiej jakości tłumaczenia na wszystkie języki

Szybkie wyszukiwanie

Znajdź potrzebne teksty w kilka sekund